»KashKoor«
05-01-2006, 01:51 AM
Iss mera fareeyad ya shikayat Samaj le
Khushi Baantu tere saath Ya apni Nafarat?
Tere Intezaar mein Tha gayi yeh Ankhiya
Bechainse halat aur tooth gayi chudiya
Ankh lagte hie sapnoo mein aata hai
Suraj nikalte hie chale chala jaata hai
Tujhse bichadkar haw pal mouth se batar
Aansu roti hoon itna ke barde saara samandar
Shayad kiya hoga aisa koi khatah
Jiski abh mujhe mil rahi hai saaza
Tere doori abh aur nah seh paati
Kambakht ashiq tujhe bhool bhi nahi sakti
Jitna khusish karun tujhe bulane ki
Utna deti hoon dosh khud ko tujhse milane ki
Mujhe dhonka deh kar tune kya paaya
Ankhun mein aansu hamesha ke liye laaya
Har din saal ki tarah kath raha hai
Aur tere intezaar mein har pal jaan nikal rahi hai
Abh aur kitna satayoge mujhe?
Itna rone ka baad kitna aur rulaoge mujhe…
Isse mere shikayat ay apni bewafai samaj le
Yeh ek sapna ya tere sachaiee samaj lu/
Isse mere akhri khuwaish samajke Mere Jaan laut aaa
Iss badnaseeb tooti hue ko abh aur nah tu tarsaaa
Issee mera fareeyad ya shikayat samaj liya
Jo bhi samajle lekin tere bagair mein nahi jee sakti piya
Abh aur mujhse likh nah jaa raha hai
Aur waise likhne keliye kakaz kum ho raha hai………
……….