azn_pryde
27-05-2005, 04:08 PM
kya kahein ki chahat ne kitna majboor kar diya
tumhare itna paas le aayi ki
hamein humse hi door kar diya.
ab tumhara hi khayal har pal hai
ab tumhara hi ehsaas har pal hai
zamane se yun kate hum ki
logon ne hamara naam hi badalkar magroor kar diya.
yun to janane vale humein pehle bhi the magar
is pyar ne hamein aur bhi mashhoor kar diya. :D